Wednesday, October 13, 2010

XL parivaar

Heres a poem that i wrote for XL utsav...

Dekho dekho aaj mila hai XL parivaar
mila hai XL parivaar

Naa hai aaj CV banane ki chinta
Naa he sir pe OB assignment ki talvaar
Dekho dekho aaj mila hai XL parivaar
mila hai XL parivaar

Saath hasenge, Saath rahenge,
Saath milega faculty ka pyaar,
Aaj to tumhei saath dikhega BM aur IR
Mila hai XL parivaar
Mila hai XL parivaar

Naa hai aaj F aane ki chinta
Naa hee hai class participation ki maara maar
Aaj to yahan par milenge dilon se dil ke taar
Mila hai XL parivaar
Mila hai XL parivaar

I welcome all our friends from abroad
Aur karta hoon aap sabko namaskaar
Aao dekhein aaj humaara XL parivaar
humaara XL parivaar

Tuesday, September 14, 2010

If..

If u r a bird,
I shall be your flight..

If u r a candle,
I shall be your light..

If u r a string,
I shall be the kite..

If you are the moon,
I shall be the night..

If u r a soldier,
I shall be your might..

If you be with me,
I shall be your delight!

If...

Saturday, August 28, 2010

MBA ka jhol

Iss MBA mei jo tu jhol raha hai,
Dil dagmag dagmag dol raha hai,
aakhir B-school mei aaya kyun tha,
Din bhar yeh sabse bol raha hai..

Law ratne mei kya hee kalaa hai
OB theories se kya hua kisi ka bhalaa hai?
Naukri se hee bhaag ke aaya tha tu,
Ab naukri ke hee peeche pada hai!!!

Last minute mei assignment mail kiya,
Project report mei kuch bhi pel diya!
Mid term mei jab prof ne fail kiya,
Uske dhakke se do din facbooking curtail kiya!

XL ki kudiyaan hongi very very smart,
Par humaari to nahi hai pass hone tak ki aukaat!
kahan hai time ki kisi ke liye try karein,
phir manaa hua to to apna bheja fry karein!

Socha tha ki duniya ka sab gyaan seekh jayenge,
Apna faadu bplan banayenge,
Ab to assignments ka itna dher hai,
Ki sochte hai ki bas waapas kab jayenge!

Iss XL mei jo tu jhol raha hai,
Dil dagmag dagmag dol raha hai,
naukri mei hee achcha tha tu,
Din bhar yeh sabse bol raha hai.

Sunday, May 2, 2010

Complicated...

Well...blogging after a long long time...this one was a gtalk status message, which has finally taken the shape of a blog entry...


Complicated...

I am a socialist,
trapped in a capitalist world;
I am a freelancer,
who works for a company;
I am a boy,
trapped in the body of a man;
I am a poet,
who makes power point presentations;
I am a philosopher,
who has an engineering degree;
I am a dreamer,
who lives in a practical world;
I am traveler ,
who has no vacations;
I am a thinker,
whose thoughts do not find acceptance;
I am a romantic,
who has no tale to tell;

well..I am just a simple guy
in a complicated world!